Re: Main ny chawal banaay:D
And I thought I was a bad cook… ![]()
I feel soooooooooooo much better right now.
Re: Main ny chawal banaay:D
And I thought I was a bad cook… ![]()
I feel soooooooooooo much better right now.
Re: Main ny chawal banaay:D
sajal ki bachiiiiiiiiiiiiiiiii:kursi:
Re: Main ny chawal banaay:D
**![]()
bechary chawal**
Re: Main ny chawal banaay:D
**Becharey kion:naraz:
Kahu bakhshey giey:p
@ASA **
Re: Main ny chawal banaay:D
I thought Chawal punjabi walla
![]()
Re: Main ny chawal banaay:D
^ ![]()
So you made rice cake ![]()
Re: Main ny chawal banaay:D
u ko cake kay siwa bhi kuch banana aata hay ![]()
*** dreaming about ghareeb fav dish Kukar karahi ****
Re: Main ny chawal banaay:D
No thanks... Maine Student Biryani mangwa li hai...
Re: Main ny chawal banaay:D
**aap ne chawal banaaye, maiN ne banaate huye to dekhaa magar mujhe khaane ko nahiiN mile!
kia jaur o sitam hai, kia zulm o naa-insaafii hai aur kia yaas o Hasrat hai!!! ![]()
ek plate chawal email kar deN na plz :D**
Re: Main ny chawal banaay:D
Plate ki kiya bat pura pateela hazir hai. Nosh fermaiey ![]()
Re: Main ny chawal banaay:D
Plate ki kiya bat pura pateela hazir hai. Nosh fermaiey :P
Biryani **'nosh' *kii to naak meN phaNs saktii hai aur ho saktaa hai k *merii 'naak kaT' jaaye***...is liye, merii jaanib se kisii Ghareeb ko khilaa deN :D ham donoN ko sawaab milegaa :)*
Re: Main ny chawal banaay:D
yogurt mein chawal daal kar khaye hain?
Re: Main ny chawal banaay:D
yogurt mein chawal daal kar khaye hain?
Yogurt chawlon per dalin a chawal yogurt main khaney tu donon sath hi hai na? Kiya farq perta hai :p
Re: Main ny chawal banaay:D
**Fermaish kion ki thi:smilestar: waisy bhi:smilestar: **Ghareeb parwari ki adat nahi mujjhy:snooty:
Re: Main ny chawal banaay:D
yogurt mein chawal daal kar khaye hain?
haaN, kiuN nahiiN? aapko pataa hai k **pulaao feereenii meN**** Daal kar khaane se pulaao aur feereenii donoN kaa zaaiqa do-baalaaho jaataa hai aur aise hii khaane meN bahot lutf aataa hai :)...aap bhii TRY kijiyegaa :)**
Re: Main ny chawal banaay:D
Plate ki kiya bat pura pateela hazir hai. Nosh fermaiey :P
Solid foods/thoos ishia tanawal key jatee hain , nosh nahi , maya/fluid cheezain nosh key jati hain.
Re: Main ny chawal banaay:D
maayaa ba_ma’nii liquid** kis zabaan kaa lafz hai?****:soching:**
Re: Main ny chawal banaay:D
Pani k ebaghyr halq se nahi utrin gey isi liey kaha hai:pKKF jaisey aqalmand ko ishar akafi hai “Pani ke sath” kehny ki zarorat nahi samjhi:snooty:
Re: Main ny chawal banaay:D
Upnay libas (hijjay) say Arbi lagta hay. woh he halaq ka istemal ziada kartay hain , ain , qaaf , hay aur bohat say haroof halaq say nikaltay hain .
Re: Main ny chawal banaay:D
Mujhey Farsi lagta hai:hmmm: