jiia
1
Main ne us ke badly lahjy ki,
**Main ne us ke badly lahjy ki,
wazaht pochi,
kuch dair khmosh rha,
phr muskra ke bola,
‘‘PAGAL’’
Jab lehjy badl jyn to
wazahtyn kasi.??**
http://3.bp.blogspot.com/-hXLbPSJJSKk/T5GF3nCL2NI/AAAAAAAAADQ/Ag41qT_QA-A/s1600/389207_275990889158480_1656652574_n.jpg
LP
2
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,

Bahane baaz
jiia
3
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
puchne walI bhi to DUMB ji thi 
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
sahi kaha, wazahaten talab karne ki nobat aa jae to rishte hath se phisal jate hain
tarash
5
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
jab ehtebar na rahy to wazahton ki zaroorat tab paish aati hai
rajey
6
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
Kya khoob lahja hai..
Diva
7
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
Wah wah ....tikka ker javab diiya hai
KKF
8
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
laRkiyaaN inni kam-fehm yaa naa-samajh kiuN huaa kartii haiN? 
kia naa-samjhii aur naa-daanii bhii koii adaa-e-dil-rubaaii hai? 
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
wsy picture achi hy
jiia
10
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
AAP KAHAN SE BARAAMAD HO GAE 
lagta hy enhi harkton ki vaja se bhabhi nikalne nnahi detin apko
tarash
11
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
back
jiia
12
Re: Main ne us ke badly lahjy ki,
TOTA CHASHM log ese hote hein COCKROACH 