Koyal
1
*
us ne kaha ishq ka nashaa uter gay’aa
maiN ne kaha husN be tum se mukar gay’aa
us ne kaha k kia huwi kajal ki dhaar se
maiN ne kaha ankh se darya guzar gay’aa
us ne kaha k ye teri chii’riooN se dosti
maiN ne kaha k dil mera dunia se bhar gay’aa
us ne kaha k kia mila sab se bee’ghaar k
maiN ne kaha k waqat tu acha guzar gay’aa
us ne kaha khawab maiN anay ka waqat do
maiN ne kaha neend ka mosam guzar gay’aa
us ne kaha wo teray suraj ka kia bana
maiN ne kaha wo meray dil maiN uter gay’aa
us ne kaha wo nahi day gha sath tumhara
maiN ne kaha k wo chalo wada tu kar gay’aa
akhir ko tang aa k kahi us ne itni baat
wo tum kahaN gay’ee wo zamana kidher gay’aa*
Daagh
2
bahot hi khooooooooooooob :biggthumb
**us ne kaha wo nahi day gha sath tumhara
maiN ne kaha k wo chalo wada tu kar gay'aa
akhir ko tang aa k kahi us ne itni baat
wo tum kahaN gay'ee wo zamana kidher gay'aa**
wah wah...mashallah...
WiseGuy
5
Wah wah kia khOOb kaha :)
Thank you for sharing :)
Re: maiN ne kaha ankh se darya guzar gay’aa
very nice :k: loved it 
Koyal
12
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Batool?
[/QUOTE]
nahi rehana qamar.:)
Koyal
16
Bhoot ne agar sun liya na to khair naheen tumharee 
system
20
Re: maiN ne kaha ankh se darya guzar gay'aa
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
us ne kaha ishq ka nashaa uter gay'aa
maiN ne kaha husN be tum se mukar gay'aa
us ne kaha k kia huwi kajal ki dhaar se
maiN ne kaha ankh se darya guzar gay'aa
us ne kaha k ye teri chii'riooN se dosti
maiN ne kaha k dil mera dunia se bhar gay'aa
us ne kaha k kia mila sab se bee'ghaar k
maiN ne kaha k waqat tu acha guzar gay'aa
us ne kaha khawab maiN anay ka waqat do
maiN ne kaha neend ka mosam guzar gay'aa
us ne kaha wo teray suraj ka kia bana
maiN ne kaha wo meray dil maiN uter gay'aa
us ne kaha wo nahi day gha sath tumhara
maiN ne kaha k wo chalo wada tu kar gay'aa
akhir ko tang aa k kahi us ne itni baat
wo tum kahaN gay'ee wo zamana kidher gay'aa*
[/QUOTE]
Beautiful :)