Jaab main ameer admi ban jaaon ga tu …
Ek cycle khareedoon ga…
Cycle ke bohat faidey hain…
Iska chalaan nahi hota :k:
License bhi nahi chahey hota :k:
our sab se bara
Dil karey tu larki ko agey bitha lo, ya phir peechey ![]()
Jaab main ameer admi ban jaaon ga tu …
Ek cycle khareedoon ga…
Cycle ke bohat faidey hain…
Iska chalaan nahi hota :k:
License bhi nahi chahey hota :k:
our sab se bara
Dil karey tu larki ko agey bitha lo, ya phir peechey ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
Oye CR, tum moderator bann gaye ho
Yeh kab hua ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
Mein bara ho kar motocrycle loonga. Uska sirf aik hi faida hai.
larki ko peechey bitha kar zor sey brake lagaao ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
uuuu thurkki shikraay ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
or kitna bara hona baqy hai abhi ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai ...
Paterol bhi nahe hota ...:D
Re: Main ne hisaab lagaya hai ...
^ ye baat ki naa sahi
Jitna marzi chalao No petrol ka jhanjaht :D
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
l0lZz .. ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
Jab takk shaadi ki umar nahi ho jaati
warna jitna aap kahen gee utna ![]()
DM Haan mein tharki hoon aur mujhe fakhar hai iss baat par ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
na na yeh kyun nahin kehte ke jab tak koi larki shadi nahin kar leti mughe se tab tak ![]()
Barey Afsoos ki baat hai waise thurki lagte nahin ho ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
l0lZzz ..
DM tum bhi na …![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
kya ache reasons tumne bataaye hain..
Re: Main ne hisaab lagaya hai ...
tum agey baitho gi ke peechey ? :-|
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
…
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
smack
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
shikray yeh tu shadi na karnay wali baat hoo gai ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
Allah na karey kabhi aisa ho (k shaadi na ho)
Ok, chalo phir uss age takk jitna Burnished Stone chahti hain ![]()
Re: Main ne hisaab lagaya hai …
hehe…
cycle kayliye koi speed limit ki quaid bhi nai hooti…
aur sab say baara faida kay usski INSURANCE bhi nai karwaani partiii…insurance.. i would rather call it JAGGA TAX…grrrrrrrr…
Re: Main ne hisaab lagaya hai ...
^^ insurance kervaii jasketi hai !!!