Main nay faisla kar liyaa hay

main wapis aa raha hoon café main :snooty:
all pguppies are warned to wind up their tails because I have this habit of stepping on tails that are stretched far beyond the limits :hehe:

phirr na kehna khabar nahi ki :bailan:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

kitni baar dum dabne se dum ke maalik ne aapko kaaT khaayaa? khaaT khaane par kitne gaz bhar lambe injection lage? :smiley:

welcome back!

vaise, aapke naam kaa warrant aaj bhii Waterloo meN kaTaa huaa hai.

aaj aapkii university kii ek bachchii uske oopar bijli gir paRne se jaaN ba_haq ho gaii…RIP. :frowning:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

manhoosooN - itni dair tu thread page # 2 pay poohanch jata thaa hamaray zamanay main :mad:
very he phusphussaa group in café now :naraz:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

KKF thanks :slight_smile:
hum woo hain jo injection lagwatay nahi - lagatay hain
aur mirchain bhi lagatay hain :hehe:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

^ vo aapkaa zamaana thaa aur ab yeh inkaa zamaana hai.

aur bhii Gham haiN zamaane meN posting ke sivaa! :smiley:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

mirch lagne se to ghoRaa bahot tez bhaagtaa hai…how do you keep up with him? :hehe:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

thooRi si apnay bhi laga laita hooN :smiley:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

Just for you :blush:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

actually Cafe ab desi cafe nhe raha. welcome back, james bond. Kidhr rahay itni dair ?

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

we lost the crowd to FB
this café used to be THE place to hang out
I remember pulling all nighters with the old crowd
some of those threads were classics …

any way
have fun kids…

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

ye konsay zamanay ki baat hay​:face_with_tongue:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

When Bill Gates and Steve Jobs used to be regular visitors here in Café
They were my regular flooding partners :chai:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

janaab-e-'aalaa…yeh kaisii dosti hai k Steve Job aap logoN kaa saath chhoR gaye? :hmmm: :wink:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

so manyyyy people are coming back :open_mouth:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

you are right, in few mins only…

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

wohi tu :blush:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

bond payen, tusi inni dair bado chakar laya aa cafe daa, aou tanu bottle Piyavaan. :chai:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

filhaal to drip lagwa do sarkari hospital se in ko hahahahaha.

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

kokay kolay di bootal
tay naal nalki vi :blush:

Re: Main nay faisla kar liyaa hay

peeni pepsi te khane burger… balle ni khuraka teriya…