main nain aksar dekha hay.. jo bhi insaa kerta hay.. us karni ko bharta hay.. main nain aksar dekha hay..
bus ik yehi hay wajah.. main ab aksar darti hun.. aur ye socha kerti hun... main nain jisko chaha kaash!!! ..bewafa wo na hota!
zindagi k din kese bhi hon guzar jayen gay
1 din hum bhi chupky se mar jayen gay
aaj rahty hain aap k dil main yaad ban k
kal ankho se anso ban k nikal jayen gay.........