Buchchion tay kurion main kisi kaam main pahal naheen karti aur dosti main to hargiz naheen so aap log khud mujhay apni friends list main add karain. Chand aik main nain abhi tajarbay kay liay kar li hain. Apni riwayat ko tortay huway zindagi main pehli baar.
Main kisi ki taraf dosti ka haath naheen barhati. Kam chori bhi ho rahi aik aik ka add karnay main so aap sub mera haath batao Shabash.
Larkon say mazrat…Hush Hush…LOL