Re: Main Muskrata Raha
Tu mug say khuch bhi chupa na paaii
Aur
Main Muskra Na Suka.......
**Buhat Khoub Bholay, iss dhakay chupay ashaar main buhat kuch kah gai aap to ........
Mujhay Saleem Amjad Key Ek Ghazal poori tarah yaad naheen aarahi hay jiss kay kuch ashaar iss tarah thay .... can some one will post this ghazal ?????????
Bahroon Kay Rang Bikhartay Rhay, Aur Din Guzartay Gaiy
**