Mujay tuj say juda kiya
Tujay mug say bay khaber kiya
Main Muskrata Raha
Dil anjany safer kay khoof say kanptay rahay
Main Muskrata Raha
Main tuj ko pass tuk bula na suka
Kay doosroon kay muskratay chahry azeez doono ko
Main apnay dil ki khushi chuppa gia
Tu mug say khuch bhi chupa na paaii
Aur
Main Muskra Na Suka…
Tu mug say khuch bhi chupa na paaii
Aur
Main Muskra Na Suka.......
**Buhat Khoub Bholay, iss dhakay chupay ashaar main buhat kuch kah gai aap to ........
Mujhay Saleem Amjad Key Ek Ghazal poori tarah yaad naheen aarahi hay jiss kay kuch ashaar iss tarah thay .... can some one will post this ghazal ?????????
Bahroon Kay Rang Bikhartay Rhay, Aur Din Guzartay Gaiy
**
Mujay tuj say juda kiya
Tujay mug say bay khaber kiya
Main Muskrata Raha
Dil anjany safer kay khoof say kanptay rahay
Main Muskrata Raha
Main tuj ko pass tuk bula na suka
Kay doosroon kay muskratay chahry azeez doono ko
Main apnay dil ki khushi chuppa gia
Tu mug say khuch bhi chupa na paaii
Aur
Main Muskra Na Suka.......
Me Not A Poet!
:):(:) yonhi jitty hain hamm Kabhi khushi kabhi gham Buhat khub Bhooly Bisry Urf Amjad sahib
Mujhay Saleem Amjad Key Ek Ghazal poori tarah yaad naheen aarahi hay jiss kay kuch ashaar iss tarah thay .... can some one will post this ghazal ?????????
Bahroon Kay Rang Bikhartay Rhay, Aur Din Guzartay Gaiy
Thanks Sannan! nazar say nahi guzri Saleem Amjad ki koi nazam.... but to be very honest, as me not a poet so it might happen that something i am writting is comming out from my mind jo actually main nay kahin purha ho tu ussi say milta julta ho. you know when you dont have a talent of something then you are really not "Unique" :) anyhow main nay koun sa koi kissi say muqabla kurna hay ya koi inaam jeetna hay ya koi book likhni hay :D its just for fun!
chuloo good that before you read you know, wurna you might be saying… "haaaiiinnnn yeh kiya likha hay " like a professional looking at something done by some one who even doesnt know abc of that. but koi nahi, sub loog professional tu nahi hootay . pussand kurnay ka shukriya
aahhmmm, thori tu urdu mugay bhi aati hay GoodNews ...
main nay yeh tu nahi kaha kay why you saying me "urf amjad sahib" main nay tu kaha tha k aap ka uf kiya, uger aap batana munasib sumgahin tu ... pata nahi musla kaahan hay but main nay tu i think bahut hi polite say way poocha tha, but u know sometimes, kaho khuch hoota khuch hay aur loog sumaghtay khuch hain
koi haal nahi… jo nahi poocha wo nazar a giya aap ko, aur main nay kub poocha kay you were in kitchen cooking something or on telephone or eating mangoes, jo poocha uss ka answer nahi aayea aur doosri info a rahi… aap nay kaha “phone pur thi” that means aap koi mohtrama hain, jo bhi hain, loog muntizer hain aap ka “urF” jananay kay liye…