main martay martay bachi

Re: main martay martay bachi

:naraz:phir ghalt baat ki na
shaadi kya khana pakanay ke liye ki jati hai
anda atleast fry kar leti hoon…mere zinda rehnay ke liye woh bhi kafi hai:snooty:

Re: main martay martay bachi

shaadi main anda kahan say tapka ? :s

shadi shudaa rehnay k liay aik adad shohar ka zinda rehna bhi zaroori hay Bongiii

Re: main martay martay bachi

phir khana na pakanay say shaadi ka kya ta’aluk
main ek chef say shaadi karoon gi:snooty:

Re: main martay martay bachi

aik Bangladeshi hay meri nazar main… kafi achi machlian banata hay…
kaho to taanka fit kara doon ?

khoob guzraygi…

ps: laters tahtah

Re: main martay martay bachi


mujhe yahan bhi bohat mil jae gain
ek pathar uthao neechay say 3 bangali nikaltay hain
aap rehnay de dada:)