Main Logo’n Se Mulaqato’n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon

***Main Logo’n Se Mulaqato’n K
Lamhy Yaad Rakhta Hoon

Main Baatai’n Bhuul Bhi jao’n
Tou Lehjy Yaad Rakhta Hoon

Sar-e-Mehfil Nigahai’n Mujh Pe
Jin Logo’n Ki Parti Hyn

Nigaho’n k Hawaly Se
Wo Chehry Yaad Rakhta Hoon

Zara Sa Hut k Chalta Hoon
Zamany Ki Riwa’yat Se

K Jin Pe Bojh Main Daalo’n
Wo Kaandhy Yaad Rakhta Hoon!!***

Re: Main Logo’n Se Mulaqato’n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon

awesome :lajawab:

Re: Main Logo’n Se Mulaqato’n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon


Beautiful:)

Re: Main Logo’n Se Mulaqato’n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon

wah kia baat hai…

k hin pe bojh main daalo’n
wo kaandhy yaad rakhta hon

lajawab :k:

Re: Main Logo’n Se Mulaqato’n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon

buhut khoob ji :)

Re: Main Logo’n Se Mulaqato’n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon

thank you janab.