enter10
1
**Main kyon na tarak-e-taluq ke ibtada karta
Wo door dais ka baasi tha kya wafa kerta
Wo mairay zabat ka andaaza kernay aaya tha
Main hans kay zakham na khata to aur kya karta
Hazaar aaina khanoo main bhi paa na sakka
Wo aaina jo mujhe khud se aashanaa karta
Meri zameen tu agar mujh ko raas aa jati
Main rifatoon main tujhay aasaman sa kerta
Gham-e-jahan ki mohabbat lubhaa rahi thi mujhe
Main kiss tarah teri chahat pay aasraa kerta
Agar zubaan na katte tau shahar main Mohsin
Main pathron ko bhi ek roz hamnawaa kerta**
LP
2
Re: Main kyon na tarak-e-taluq ke ibtada karta
[QUOTE]
Main kyon na tarak-e-taluq ke ibtada karta
Wo door dais ka baasi tha kya wafa kerta
[/QUOTE]
at times tark e talluq is better for all
enter10
3
Re: Main kyon na tarak-e-taluq ke ibtada karta
at times tark e talluq is better for all
:(
jiia
4
Re: Main kyon na tarak-e-taluq ke ibtada karta
**
Agar zubaan na katte tau shahar main Mohsin
Main pathron ko bhi ek roz hamnawaa kerta
**:k: wow
TlGER
5
Re: Main kyon na tarak-e-taluq ke ibtada karta
nice :k:
Diva
6
Re: Main kyon na tarak-e-taluq ke ibtada karta
Main kyon na tarak-e-taluq ke ibtada karta
Wo door dais ka baasi tha kya wafa kerta
at times tark e talluq is better for all
Yep.
ASA
7

nice