main kya karun?!!??!!!

Re: main kya karun?!!??!!!

array mamooo aisey sheer sunna sunna kar mujhay aur :( na karou!!

Re: main kya karun?!!??!!!

abhi abhi mai iss itni mehnat hi ho saki, tum bhi kabhi mahol banaya karo meray saath;)

Re: main kya karun?!!??!!!

ramadan khatam hounay dou bachou, phir sara mahoul banay ga...!!!

Re: main kya karun?!!??!!!

:eek:acha???:blush:

Re: main kya karun?!!??!!!

nikal gayee Jaan abhi say hi!! :hehe:

Re: main kya karun?!!??!!!

jis ki Jaan nikal jaye woh Jaan Lewaa kis kaam ka
tum mukri agar iss baat se tumhay maine chor doon tou mai Jaan Lewaa kis kaam ka
(pata nahi kia likha dia hai:halo: )

Re: main kya karun?!!??!!!

abbay yeh kiya boungi mari hai!!

Re: main kya karun?!!??!!!

pata nahi chala kia likh dala hai, tum bhi kuch irshad farmao balkay irshad k saath saath faraz, ammad, hammad aur jitnay bhi hai farma dou:halo:

Re: main kya karun?!!??!!!

lol, yaar mujhay romantic qissum ki shaeeri nahee atti, meri shaeeri barri realistic houtti hai....

Re: main kya karun?!!??!!!

jo bhi hai chor dou tum sanmbhalnay k liye mai hoon na;)

Re: main kya karun?!!??!!!

batameez insaaaan.........ok yeh sheer aap ki nazr kiya haam nay!!

WOH jo aye hamaray darbaar may meray hazoor
jaisey darakht say gira koi sarra huwa khajoor:D

Re: main kya karun?!!??!!!

bhut khoob
.
.
.
.
tere pyaar mai bhook aur pyaas ka pata nahi chalta
light chali jaye tou biwi aur saas ka pata nahi chalta

Re: main kya karun?!!??!!!

^^ :rotfl:

ya’llah iss bachay ka dimaghhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh :hehe:

Re: main kya karun?!!??!!!

:smack: nawazish

Re: main kya karun?!!??!!!

koi gal nahee :blush:

Re: main kya karun?!!??!!!

maine tou ab dekha hai, bacha kisay kaha hai:smash:

Re: main kya karun?!!??!!!

:hehe:

yaar hansa hansa kar pait may dard kara diya!!

needed it…:slight_smile:

Re: main kya karun?!!??!!!

yaar tum loug waqayi kisi kaam ke nahin ho :teary1:

Re: main kya karun?!!??!!!

salam khala chupkese:Salute:

kaiisey mizaaj?

Re: main kya karun?!!??!!!

hum tou har ek kaam k hai lakin koi kaam humaray liye nahi hai:smokin2: