Re: main kya karun?!!??!!!
tauba hai..
aaj kal ke bachey bhi na..
![]()
Re: main kya karun?!!??!!!
tauba hai..
aaj kal ke bachey bhi na..
![]()
Re: main kya karun?!!??!!!
bachio k peechay hi rehtay hai;)
.
.
.
.
EmMmMmMmMmM: tumhay mai nazar ata hoon tou bathroom yaad aja ta hai:smash:
Re: main kya karun?!!??!!!
aur nahee tou kiya :D
Re: main kya karun?!!??!!!
buri baat..
ramadan start honey wala hai.. b good.. ![]()
Re: main kya karun?!!??!!!
tum ne apnay hissay k kaam kar liye hain??/
Re: main kya karun?!!??!!!
honay wala hai nahi hogya hai n m alwayz good:snooty:
Re: main kya karun?!!??!!!
nahee, aaj qamar may dard hai, tum hi kar dou SUHAIL bhai, pljjjjjjjjjjjjjj ![]()
Re: main kya karun?!!??!!!
yeah tarawi start ho gayi hain..
good aur aap?
hasna tha??
Re: main kya karun?!!??!!!
bhai kissay kaha hai:bailan: yeh bailna wapis le kar jao aur rotiyaan pakao mujhe bhu bhook lagi hai
.
.
.
.
jal kukri: taraveeh khatam bhi ho gyi hai kis duniya mai rehti ho:smash: tumhay dialoug bhi bolnay nahi atay aisay kehtay hai…hasna si, te phele dasna si:p
Re: main kya karun?!!??!!!
bhai mainey apnay piyaray bhai JL ko kaha ![]()
Re: main kya karun?!!??!!!
aaahh duffer.. i meant aaj se tarawi shuru ho gayi hain.. ![]()
Re: main kya karun?!!??!!!
iss din k liye mujhay GS wapis le kar ayi thi:teary1:
.
.
.
.
jal kukri: bewaqoof tarawhi se nahi moon rise islamic day shuru hota hai yaani Ramadan shuru huway kaafi ghantay hogye hai
Re: main kya karun?!!??!!!
zameen par lait k roying or kehhing k yeh sun-nay se phele mai mar q nahi gya
Re: main kya karun?!!??!!!
sunnanay say pehlay nahee tou sunnanay kay baad ki option bhi hai :D
Re: main kya karun?!!??!!!
tum khud hi mehrbaani karo
.
.
.
.
qatal karna hai tou nazaro se karo
tak kay takleef dono ko na hi ho
tumhay talwar uthanay ki
aur mujhay gardan jhukanay ki
Re: main kya karun?!!??!!!
wah mamooooo:clap:
shayeri kay muamlay may tou bass…!!!
Re: main kya karun?!!??!!!
sirf bus nahi truck, waigan, riksha aur pata nahi kis kis k peechay leekhay hotay hai shair
Re: main kya karun?!!??!!!
ACHAAAAAAAAAAAAAA TABHIIIIII!!! ![]()
Re: main kya karun?!!??!!!
jaldi kis baat ki hai tujhay mere yaar
aram se ja 2 min se dair nahi hoti hai
tu taiz na chala brake sanam hoti hai
waqt parnay par saath nahi hoti hai