**Main kaysa hoon **
Kabhi ya he aa kar dekhoo
Ho sakta hai tum apna irada badal loo
Ho sakta hai tum ko mari baat ka yaqeen ho sakay
Ho sakta hai kuch dair ko mari baat tumaharay dill ko choo lay
Ho sakta hai tum samajah sakhoo mari majboori
Ho sakta hai tum rooknay par majboor hoo jaoo
Ho sakta hai tum maff kar doo
Honay ko tu bohat kuch hoo sakta hai
Agar ya hoo sakay ka tum aa oo
Tu phir kiya nahi hoo sakta