Re: Main Karri paka ke aai hun..
yaar paka to loon .. koi mera tikhana bhi ho na tab ..
pehli baat to yeh hai k merey paas bartan bhi nahi hein .. aur secondly musaafir aadmi hoon kissi k haan reh raha hoon aur iss saturday ko move ho raha hoon to another place to phir pakaaney ka intizaam karoun ga ..
chaaey aur cornpop ka to kar hi leta hoon .. mujhe kari , roti , chaawal ki zaroorat hai ..