… hor sunao? kis kaam se farig hokay GS ka rukh kiya??? ![]()
Re: Main Karri paka ke aai hun..
I am at work.
When I am farigh I do something better. ![]()
Re: Main Karri paka ke aai hun..
haha :D
Kari paka kay aai ho myray lia lai ya nai
kia kia use kia tha bartan family say
´Chimta Aunti
´Pani from tap-nalqa
´Pepsi pee ya nai
´Aray haan kari khanay kay baad kahin plate toor to nai di tum nay:p
Re: Main Karri paka ke aai hun..
mujhay zang aalood bartan nahin pasand, bohat khataktay hain aajkal GS p ![]()
![]()
Re: Main Karri paka ke aai hun..
^^ i thought k tum nay zaroor GS bartan family ko use kia ho ga:D
Re: Main Karri paka ke aai hun..
Murghi Ko Andoo’N par Bittha Kar Aa raha HooN … I Love** Chicks** ![]()
Re: Main Karri paka ke aai hun..
I dont like tez mirch masalah in any dish but when it comes to Kurry (with pakoras) .... it better be HOTTT enough to make my nose running, my face red, and my scalp itching :D
:gs:
Re: Main Karri paka ke aai hun..
karri banaai hai aur kia saath mein pakorey bhi?
kuch do na .. mujhey to har roz baahir se khaana partahai :(
Aray Kabhi Khud Bhi kuch paka Liya karo Yaara
+ ![]()
Re: Main Karri paka ke aai hun..
yaar paka to loon .. koi mera tikhana bhi ho na tab ..
pehli baat to yeh hai k merey paas bartan bhi nahi hein .. aur secondly musaafir aadmi hoon kissi k haan reh raha hoon aur iss saturday ko move ho raha hoon to another place to phir pakaaney ka intizaam karoun ga ..
chaaey aur cornpop ka to kar hi leta hoon .. mujhe kari , roti , chaawal ki zaroorat hai ..
Re: Main Karri paka ke aai hun..
iluv currrry! pakoras mainly:D
Re: Main Karri paka ke aai hun..
:) bohat mazay ki bani thi yum yum aj main nain biryani pakai thi :) taa'mm ul lazeez :)
Re: Main Karri paka ke aai hun..
main lunch main daal, chawal kha-a, riatay k 7.
Re: Main Karri paka ke aai hun..
wow. kaunsi wali, kaali wali daal ya laal peeli wali.. i love daal too :)
wow. kaunsi wali, kaali wali daal ya laal peeli wali.. i love daal too :)
All mixed.
Re: Main Karri paka ke aai hun..
kaali wali alag banti hay aur laal peeli alag!! kisne pakai kisne pakai :)