Main kahti hun

Main kehti hu mujhe
Us pal ka Intzaar bahut hai.
Wo kehta tha! kabhi socha na tha yun milenge.
Main kehti hu
Isme hamari Qismat ka haath bahut hai..
Wo kehta hai ki phoolo ke sab rang tumhare chehre par dikhte hai aaj.
MAin kehti hu!
ki mere liye to tumhara saath hi bahut hai.!

Re: Main kahti hun

isse kehte hain hain makhan lagana, number badhwana. :p

Re: Main kahti hun

ap ko bara pata hai :faizy:

Re: Main kahti hun

Lafzon ki pehchan to hai thodi boht :snooty:

Re: Main kahti hun

lafz…? wo kya hoty hain :confused:

Re: Main kahti hun

Kuch kuch hota hai kuriye.. aap nahin samjhoogi :hehe:

Waise kahan ghayab thin aap 2-4 roz.. kia kabaddi ka tournament dekhne gai thin? :faizy:

Re: Main kahti hun

nahii... wo actually baby gir gya tha window sy to.. is liye lappy per nahi bethi... but i was on 24/7 on fb... :@:`

tournament sy yaad aya... olymics torch 23rd june ko hum ky ghar k bilkul samny sy guzry gi :@:

Re: Main kahti hun

Oh :( how is the baby now.

PS: kia torch Pakistan main Burewala se guzre gi?

Re: Main kahti hun

nahi england main bury sy :@:

hex fine Allhamdulillah

Re: Main kahti hun

tu gupshup khatm hui yeah abhi bhi ap keh rahi hai khuch aur woh keh rahay han khuch