aaj ammi jaa rahee hain apnay doosray betay yaani meray doosray bhai kay ghar…aur woh wahan 1 week rahain gee ![]()
mujhay kahtee hain kah tum na jao…yahin raho..shayad weekend par bhaisahab tum ko kahin lay jain…ab mera dil kar raha hai janay ko..aur nahi bhi..
tou main jaoon kah na jaoon? ![]()
uff
ab mera dil kar raha hai kah main weekend par bhaisahab kay saath jaon bhi..aur ammi kay saath doosray bhai kay ghar bhi jaoon..lekin aisa nahi ho sakta ![]()