Tum na yaad aou keh mein chaine say ji loun kuch din
Bach rahi hai jo zara si wo pei loun kuch din
Umar bhar chaak kia shoq say damaan e hayat
Abb yeh hasrat hai ken see loun kuch din.
..................
Zidagi tujh pay ab ilzam koi kia rakhay
Apna ihsaas hi aisa hai keh tanha rakhay.
....
Buhut khoob Dania
Hamaari jo un say thee guftagu wo khatam howee
Magar sakoot sa kuch darmian baqi hai
Abb aya teer chalanay ka fann to kia aya
Hamaray haath mein khaali kamaan baqi hai
Itna Romantic Geet...apne( toronto main baith kar)pura suna diya....subhanallah bari achhi yaaddasht hai apki, please , Film ka naam bhi bataen , aur saath hi kiss Mahrukh ne isse **
*parde par gaya tha...Awaaz to shaid Lata ji ki thi. *
**Aik bemisaal aur Lajawaab Naghma...Nawazish.

:D acha tou yeh geet hai? mujhay nahi pata tha..main samjhee koi ghazal hai..bass achee lagee tou yahan par share karli..:)