Zaraa Be-Rukhi Se Baat Kar, Zaraa Be-Niyazi Se Pesh Aa
Main Isi Nazar Se Tabah Howa, Mujhe Dekh Na Itne Piyar Se.
Re: main isi nazar sy tabah hua
kiyon nazar main ghori missile fix tha kia?
Re: main isi nazar sy tabah hua
ye apki sazish lagti hy ![]()
Re: main isi nazar sy tabah hua
Nice 1, matlab izat rass nhi aati :)
Re: main isi nazar sy tabah hua
Nice......
*Hum par ye sakhti ki nazar, hum hain faqeer rahguzar
Rasta kabhi roka tera, Daman kabhi thama tera
*