Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha.........

main is liay aangan ka shajar kaat raha tha
woh habs tha kamroo’n main k ghar kaat raha tha

logoo’n ko yeh khad’sha tha k bunyad ghalat hai
dewar ko barsaat ka daar kaat raha tha

kehnay ko to youn meri aana kaid the lakin
dastaar ko ander say sar kaat rahaa thaa

shah’kar ka sane he na ban jaye kahen aur
is khoof say woh dast-e-hunar kaat raha tha

har shaks mujhay surat-e-akbhar utha ker
safhaat say matlab ke khabar kaat raha tha

(Tariq Naeem )

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha.........

very nice

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha.........

Bohat umdaah

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha.........

BiBi, poem to bhot achi hai par aangan ka shajar nahi kaata kartay. habs ho sakta hai kisi or waja se ho :(

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha…

is baar jo eendhan k liye kat k gira hai
chiryon ka bara pyar tha us boorhay shajar se …:teary1:

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha.........

great one...

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha.........

hmm...
good1 :)

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha.........

good!!

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha…

What a thinking :k:

Re: Main Is Liay Angan Ka Shajar Kaat Raha Tha.........

Thanks Every1 :)