Haan ji Slaam sub ko aik naye member ki taraf say…![]()
Re: Main idher neya hoon
Walaikumassalaam janab. welcome to gs.
Re: Main idher neya hoon
![]()
agar aap naYe haiN tau kiyaa huvaa, hum puraanaa kar daiN gey ![]()
Re: Main idher neya hoon
Oye Abdullah to idher bhi…theher ja ![]()
Re: Main idher neya hoon
bhai aap wohi Abdullah tau naheeN jiss par urdu maiN muhaavraa hai:
Begaani Shaadi maiN Abdullah deewaana :bhangra:![]()
Re: Main idher neya hoon
WS...welcome 2 gs
Re: Main idher neya hoon
weLcOme weLcOme ooOOOooo dhaakur aaOooOOo :)
Re: Main idher neya hoon
Nahee yeh woh walay haiN
Abdullah ka hai yeh farm E.I.E.I.O ![]()
PS: Welcome to the GS Abdullah
Re: Main idher neya hoon
Main idher 'purana' hoon
mein aap ko welcome karta hoon
Re: Main idher neya hoon
Ji Haan…koi aitaraz
Re: Main idher neya hoon
le bhai atay hi 8 10 banday mere shadai ho gai ne....ap ko koi kam ho to mujhe batao
mein app ki madad karon ga....yar app sab to buhut achay ho
Re: Main idher neya hoon
welcome buddy,
Re: Main idher neya hoon
Oye Abdullah araam say, Kaun tumhara shedayi howa hai??? ![]()