main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

meray hum nafas meray hum nawa mujhay dost bun kar dagha na day
main ho dard ishq say jaa’n balb, mujhay zindagi ki dua na day

meray dagh-e-dil say hai roshti isi roshni say hai zindagi
mujhay dar hai aye meray chara-gar, ye chiragh tuhi bhuja na day

mujhay choor day meray haal par, tera kya bharosa aye chara-gar
ye teri nawazish mukhtasir, mera dard aur barha na day

mera azm itna buland hai kay paraye shooloo’n ka dar nahi
mujhay khoof atish-e-gul say hai ye kahi chaman ko jala na day

Re: main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

This Ghazal was sung by an old great Ghazal singer Asif Ali, I heard it few times and love it!

I am looking for his Album, I searched whole Karachi while visiting, but I was unable to find it, if any one has it please let me know! ...

This album has many other great Ghazals as well including this one :-)

Thanks **Nights **for sharing:-)

also sung by Farida Khanum

Re: main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

mujhay choor day meray haal par, tera kya bharosa aye chara-gar
ye teri nawazish mukhtasir, mera dard aur barha na day

mera azm itna buland hai kay paraye shooloo'n ka dar nahi
mujhay khoof atish-e-gul say hai ye kahi chaman ko jala na day

shandar tey kamaldar

Re: main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

:ASA: boht moshkel he

Re: main ho dard ishq say jaa’n balb, mujhay zindagi ki dua na day

beautiful :k:

Re: main ho dard ishq say jaa’n balb, mujhay zindagi ki dua na day

nice :k:

Re: main ho dard ishq say jaa’n balb, mujhay zindagi ki dua na day

Bohat khoob Shab-e-Hijar..:k:

Re: main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

very very best.......thanks shab

thanks peepsss :flower1:

Re: main ho dard ishq say jaa’n balb, mujhay zindagi ki dua na day

Nice one … and i really liked this one :jhanda:

Re: main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

very nice :)

Re: main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

one of my most fav ghazals Shab jee.. thanks for sharing :)

hey nice to see you here :slight_smile:

thanks for reading :flower1:

now check out my tonight’s dinner :wink:

i had :-)

aap ko miley tou mujhey bhi send kar dena :-p

Re: main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

Nice one Shabo ge :)

beautiful sharing shabo :) *

wah kiya baat hey
zindagi ki dua tu zaror don ga
may u live a long

Zabardast Shab:)

Re: main ho dard ishq say jaa'n balb, mujhay zindagi ki dua na day

nice sharing shabo :)