Main faisala kar liya hay

ab main achha bachhaa banooN ga :lb:
baRooN ka kehna manooN ga

aur apna school ka homebak bhi rooz sham ko kiya karooN ga :chupki:

ab main sirf achhay bachooN say doosti karooN ga

I am reviewing my friends list here in cafe

:chai:

Re: Main faisala kar liya hay

:@:

Jamey just got beating from home :phati:

Re: Main faisala kar liya hay

HHL playing singles in the chat room
:omg:

Apnay aap say batain kar raha thaa :rotfl:

Re: Main faisala kar liya hay

Iss ley a k woh sirf aqalmand logoon say batain karna pasand karta hay.:omg:

Re: Main faisala kar liya hay

*[/INDENT]:halo:

Re: Main faisala kar liya hay

James Bhand nay HHL ko mirchain laga deen. :D

Re: Main faisala kar liya hay

Zikr to aise kar rahe ho jaise tumhe lagi hoN :shikra:

Re: Main faisala kar liya hay

Koi baat nahi ye lo ice cream kho mirchain kuch kum lagain gee.

Re: Main faisala kar liya hay

Thank you :yummy:

Re: Main faisala kar liya hay

biztiii ho gayeeeeeeeeeeee :omg:

Re: Main faisala kar liya hay

quick come to the jua khana

Re: Main faisala kar liya hay

ata hi chakka maaar dya :rotfl:

Re: Main faisala kar liya hay

i think main nay abhi abhi gupshup ka world record tooR diya
22 attempts main bhi chakka nahi aya :crying:

Re: Main faisala kar liya hay

kiya bheneye ga aap seb ka? :>

best,
Dushwari

Re: Main faisala kar liya hay

^ Ab sabziyaN to banney se rahi :@:

PS - :p

Re: Main faisala kar liya hay

^ i see. vegetable soup tow bhen sekta heye!
Nemo bhai?

Re: Main faisala kar liya hay

Nahi, jab vegetables present hi nahi hain to vegetable soup kahaN se ban sakta hai humara :D

Re: Main faisala kar liya hay

can i join the acha bacha club too :halo:

Re: Main faisala kar liya hay

Bibsi, tum se yeh umeed nahi thi :smiley:

Re: Main faisala kar liya hay

naya approach hay.. support karo nahi to kalti khao :snooty: