Main Bohat parayshaan hoon

hien ? bijli TEEN din sai NAHI gayi … yeh zardari kai kaan khenchnay parein gai … kambakht fazool kharch … Tention mein daala hua hai ..

bechari kaum … pehlay bijli naa aanay kai gham mein beshosh ho jaatay they ..ab becharay is intizaar mein behosh ho jaain gai ki bijli kab jaaye gi .. :snooty: