Dhoti ki yeh parayshani teen din pahlay shuru hui jab light nay janay say jawab dai diya…aho pichlay teen din sai eik dafa bhee light nahen gayee 
hai na parayshani wali baat :hinna:
kahenn light ikhathee teen din kai liay na chali jayae 
iss hii parayshani main main nay kha kha kay apna tid khrab karr liya hai 
Krypton
2
Re: Main Bohat parayshaan hoon
dhoti ghum gaye:hmmm:
K337
3
Re: Main Bohat parayshaan hoon
dhoti uncle mujebhool gae:?
Re: Main Bohat parayshaan hoon
**
ziada khaoo gay tou dhoti kharab honay k chances hain
**
Dhoti wali awaam ke liye Government nay bijli free ki faraham kerna shuru kerdi hay 
hien ? bijli TEEN din sai NAHI gayi … yeh zardari kai kaan khenchnay parein gai … kambakht fazool kharch … Tention mein daala hua hai ..
bechari kaum … pehlay bijli naa aanay kai gham mein beshosh ho jaatay they ..ab becharay is intizaar mein behosh ho jaain gai ki bijli kab jaaye gi .. 
main koi neender main apna nikah karwa raha tha jo dhoti gum gaye?
nahen …aho…oye nahen…hann bilkul nahen bhula 
tumhara mashwara yeh tau nahen kay dhoti utar kay khaoOn?
thand lag jaye gi:smilestar:
chalo niker,jangiay,shalwar,pants walay niklo yahan sai…phree for dhoti wearing awamm:hula:
holi bolo kahenn sun hi na lay woh…aur phir dhoti kay din raat tareeke main duub kay gwach hi na jaaain 
K337
8
Re: Main Bohat parayshaan hoon
:no: nai aap bhpool gaye
**
lagney do thand … honay doo thanda … aur kitnee dair garam rakhna hai …, khaana ?
**
Re: Main Bohat parayshaan hoon
oye koi zabardasti hai kay bhool gaya?
tum nay halwa/falouda nahen kilaya apni modship ka jao hum nahen boltay 
jab tak mukta nahen khana tab tak tau garam rahnay dou na 
K337
12
Re: Main Bohat parayshaan hoon
maine socha aap khilao ge halwa falooda
ap wo b bhool gae?
**
uss doran dhoti gandi hogayee tou 
**
main khila tau doun …magar …meray khanay kay baad kisi aur kay liay bachta hii nahen hai 
app kay paass eik hi uniform hoo ga …magar meray pass pure sadhay 17 dhotian hain giin kay:snooty:
shukar hai 3 ghantay ki load shading dubara shuru hoo gaye hai:tomato:
Re: Main Bohat parayshaan hoon
Hilarious thread. 
Re: Main Bohat parayshaan hoon
Dekha na pareshaan ho k kaam Kharab ker lia . . . 