MaiN bhi kabhoN kissi ka Sar-e-PurGharoor tha

Kal PaaoN Aik Kaasa’ye Sar Par Jo PaR Gaya
Yaksar wo istikhwan ShikastoN se choor tha
Kehnay laga ke daikh ke chal Rah Bekhabar
MaiN bhi kabhoN kissi ka Sar-e-PurGharoor tha

Nice..

:k:

Re: MaiN bhi kabhoN kissi ka Sar-e-PurGharoor tha

[QUOTE]
*Originally posted by Black Mamba: *
Kal PaaoN Aik Kaasa'ye Sar Par Jo PaR Gaya
Yaksar wo istikhwan ShikastoN se choor tha
Kehnay laga ke daikh ke chal Rah Bekhabar
MaiN bhi kabhoN kissi ka Sar-e-PurGharoor tha
[/QUOTE]

Wah... Zabardast.... I think the poet is.. Nazeer Akbar Abadi... I am not sure.. BUT...

Wat an Explanation of.... Pride in the world...

Beshak.....Kibria Zaat only Allah ki hay.... :)

Thanx for Posting