Gadha
1
woh amaanatouN kaa ameen hay
woh sadaaqatouN kee naveed hay
woh ik insaan-e-azeem hay
woh sharaafatouN kee zameen hay
maiN nay looT liyaa aitemaad ko
maiN rakh naa sakaa wada-e-khaas ko
maiN saafileen kee jama’at maiN
maiN aiiyaariouN kay libaas maiN
woh bhee bashar
maiN bhee bashar
woh subb kay dil kaa sukoon hay
woh wajah-e-saaz-e-naseem hay
woh jubb tuk hay boltaa huvaa
woh tabassum-e-lubb kee daleel hay
maiN subb kay dil kaa khouf hooN
maiN wajah-e-soz-e-zameer hooN
maiN garchay hooN chup beTThaa huvaa
maiN nidaa-e-lubb-e-Iblees hooN
woh bhee bashar
maiN bhee bashar
—MY friend,
Anwar-ul-Islam Qureshi
Very nice thanks for sharing.... you have a nice choise kabhi kabhi atay hoo aap... rooz aya karoo na aap....
Khuda aap ko khush rakhay
Mujhe kuch ziada samjh nahi aae.. zara roshni dalain gay isski sooch pay..
Koyal
8
ye dono Bashir kesay ho saktey ap ko galti lag rehi wo kabeer hona hia
:)
mazak a part nice one
wah bohut khoob gadha bahii:k::k:
thanks for shainrg and keep it up:flower1:
Gadha
10
[QUOTE]
*Originally posted by P}{ä®mä©Ï§t: *
zara roshni dalain gay isski sooch pay..
[/QUOTE]
i can't! it can only be understood if experienced!!!!!!!!
[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *
i can't! it can only be understood if experienced!!!!!!!!
[/QUOTE]
hmm..
Azad
13
[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *
i can't! it can only be understood if experienced!!!!!!!!
[/QUOTE]
:)
ASA
14
wah bohut khoob gadha bahii

Re: main bhee bashar woh bhee bashar


ITS NIDA

hehe… 
@ my friend… 
yeh to..BOHAT ACHHIII HAIII…r u sure AAP keh dost ne likhi hai..and not some famous shair! *p
woowww…very nice :k:
apke friend is a nice poet 

system
20
Re: main bhee bashar woh bhee bashar
WOW, :k::k:
bohat cahi nazam hai.. 