Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Tum hoti to kaisa hota,
tum yeh kehti, tum voh kehti
Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti
Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota
Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Re: Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Khudkalami qabil e ilaaj marz hai ![]()
Re: Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Short and nice poem.
Actually, sometimes self talking make us think wiser as well.
Re: Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
mai kerti hoon…not out loud but in my mind
agreed ![]()
Re: Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
farigh log.........
Re: Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
kaisi faraghat :(
Re: Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Khud kalami k liya fursat darkaar hoi hy
Re: Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Nahin. Even you can talk to yourself during Namaz ![]()
Kuch log apne aap ke favorite hote hain… unhe apne aap se baten karna acha lagta hai
Re: Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
ager us waqt koe oper aa gaya to kia soche ga ![]()