niyal
1
kehtay hain
Awargi main hudd say guzar jana chihya
Lekin kabhi kubar ghar bhi chalay jana chihya ..
aik zamana tha jub hum sirf raat ko shopping kernay jaatay thay .. 
aur umaamun sair kernay jaatay thay .. 
12 buj jana routine ki baat thee:halo:
abb her soorat 10 bajay ghar aa jaatay hain 
aap sub raat ko kiss waqt ghar aatay hain 
Re: Main aur meri Awargi
wah .. lemme take a nap hea 
Re: Main aur meri Awargi
ji jab ankh khulti hey uth ker aa ja tay heen
niyal
5
Re: Main aur meri Awargi
yea .. kia hey shobi 
hussain .. aaj tu koi achi baat ker lo 
ladli pari students ka yehi haal hota hey 
Re: Main aur meri Awargi
wasy student awara hotay heen kia
Re: Main aur meri Awargi
main awargi kar raha hon 
akaly he sab ko do ya jis may say dhunwan uth raha hey
Re: Main aur meri Awargi
app bhi laga loo..
iman say TUN ho Jaoo ge 
niyal
10
Re: Main aur meri Awargi
students ko books awara ker deti hain 
niyal
11
Re: Main aur meri Awargi
:bash: iss say cancer phailta hey
Re: Main aur meri Awargi
-miltai kab sai dar badar
-ab is nagar ab us nagar
-ek doosrai k hum safar
-main aur meri awargi-main aur meri awargi.
β¦
Re: Main aur meri Awargi
lakin mazaa bhi to aata hai 
niyal
14
Re: Main aur meri Awargi
mujhay send kero .. yea song ya gazal .. jo bhi hey
Re: Main aur meri Awargi
ok laga ker dekh tay heen
ji tu kasy lagaty heen bata dien
niyal
16
Re: Main aur meri Awargi
Ladli pari .. bhaago ... mujhay tu shobi chain smoker lugta hey :p
Re: Main aur meri Awargi
u sure u wanna listen to this gazal.
β¦nusrat fatah ali khan ki hai:) β¦
Re: Main aur meri Awargi
agar to pakistan main hoon to 3/4 bhi bej jatay hain per kem kem hi.....aur ager yahan hoon to 12/1 :)
app k title nay bohet acha gana yaad dilwa diya:)
niyal
20
Re: Main aur meri Awargi
main samjhi koi new song yah gazal hey ..
Nusrat fateh ali khan :love: