Re: Main Apny Khuda sy......
mujeh yeh nazm bahooot pasand aayii...end zabardast hai...kis Khoobsoorti se aajkal ke fitne kii taraf ishaaraa kiyaa hai. yaad rahe k bahtareen du'aa vo hai jo apne liye na ho aur na hii kisi jaannewaale yaa kisi munfarid shaKhsiyat ke liye na ho bal k awaam un naas kii falaaH aur bahbood ke liye ho...aameen