AQ
September 30, 2006, 9:06pm
1
MaiN apni dosteee ko kabhi ruswaa naheeN kerta
Muhabbat maiN bhee kerta hooN, magar chercha naheeN kerta
jo mujh say milnaa chahay , maiN uss say uTh ker miltaa hooN
jo jaana chaahay , maiN ussay roka naheeN kerta
jissay maiN choR daiyta hooN, ussay maiN bhool jaata hooN
phir uss shakhs ki taraf palluT ker maiN kabhi dekhaa naheeN kerta
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta

phir uss shakhs ki tarafpalluT ker maiN kabhi dekhaa naheeN kerta
Well khushqismat banda hy ky jisy bhol jata hy osy yad nahi krta manni inhin yeh kehny ki zaroorat nahi ky
**Yady Mazi Azab hy Ya Rab **
cheen ly mujh sy hafiza mera
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
MaiN apni dosteee ko kabhi ruswaa naheeN kerta
Muhabbat maiN bhee kerta hooN, magar chercha naheeN kerta
Aik shyra yad aya is pr,
Teri ruswaion sy darta hon
Jab tery shehr sy guzarta hon
Han yeh bhi kisi ny khub kaha hy ky
Jab piyar kia tu darna kia
Piyar kia koi chri nahi ki
Chup chup ky ahin bhrna kia
:fifa:
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
**jo mujh say milnaa chahay , maiN uss say uTh ker miltaa hooN
jo jaana chaahay , maiN ussay roka naheeN kerta**
welldone niceeee
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
jo mujh say milnaa chahay , maiN uss say uTh ker miltaa hooN
jo jaana chaahay , maiN ussay roka naheeN kerta
welldone niceeee
Amman Sunny kam as kam Shairi main tu rawayat ky mutabiq wah , buhat khub ya achy kha karo English ki amezish Urdu shairi main maza nahi dyti :( Magar han bhai tum log hoy angryzi dan tum logon ki nice well done kehny ki adat hy na
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
phir uss shakhs ki taraf palluT ker maiN kabhi dekhaa naheeN kerta
** Wasy is misry main tu shair khasa intyha pasand nazr a rha hy aj kal ky aytdal pasand dur main**:D
P_G
October 1, 2006, 1:54pm
7
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
wah wah kia shairee hay
kissi bohat hee achay or ba zooq banday ki collection hay ; )
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
Very nice :k:
Ehsass
October 1, 2006, 7:28pm
9
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
buhat khoob shairy hai janab,aur goodnews ji ap ne jo post kia hai wo bhi lajawab hai ,,buhat umda :)

Shukriya Ehsass. Ap ky comments bhi buhat umda hain:)
Koyal
October 2, 2006, 2:35am
11
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
nice one AQ :)
IS
October 13, 2006, 9:51am
12
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
AQ bahi bohat Umda :-)
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
Nice one!
nakhan
October 14, 2006, 5:52am
14
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
MaiN apni dosteee ko kabhi ruswaa naheeN kerta
Muhabbat maiN bhee kerta hooN, magar chercha naheeN kerta
jo mujh say milnaa chahay , maiN uss say uTh ker miltaa hooN
jo jaana chaahay , maiN ussay roka naheeN kerta
jissay maiN choR daiyta hooN, ussay maiN bhool jaata hooN
phir uss shakhs ki taraf palluT ker maiN kabhi dekhaa naheeN kerta
Aray AQ bhai kiya baat hay… is it really true
Bohat Zabardast hay waysa… thanks for sharing
system
October 21, 2006, 9:00am
15
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
Hamarey khayalaat kitney miltey haiN... :-)
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
ap ko wesay kis se mohabat hia AQ :p
ps:nice one
AQ
October 21, 2006, 10:13am
17
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
^
app saY naheeN hai:P
LOL KN.. yeah i know:-)
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
LOL KN.. yeah i know:-)
phewwwwww shukar hia bus yehi pata lagana tha :D
AQ
October 21, 2006, 5:31pm
19
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
^
poori zindagi issi makhmasaY maiN raheeN aap?
Re: Main apni dosteee ko kabhi ruswaa nahi kerta
:nono:puri zindghi kisi ko kia khush fahmi maiN rakhna bus yehi koi aik adh saaal se:D