Main Aksar Gungunati Hun

Ab iss se badh ke masawat-e-ishq kya hogi
Woh lamakaan hai agar darbadar tou hum bhi hain

nadeem khel raha hon purani yado say
yahi to aakhri koshish hay bhool jani ki

Bohat achey. ghazala, m kamal :flower1:

Woh kehtey they rone se naseeb nahi badaltey
Unn ki iss baat ne umer bhar roney na diya..