Re: Main agar aap logon ke ghar
SKD Zaroor bulana shaadi par, kafi arsey sey koi shaadi nahi attend kee, isi bahaney khoobsoorat larkiyyan dekhney ko milen gee
Samad ko matt bulana, uss din gupshup iska hoga aur ye larkiyon sey unlimited baat kar sakt hai yahan.
Samad Chal fikar matt kar yaar, tu kahta hai tou mein gupshup hi chor deta hoon, phir gupshup bhi tumhara aur MSN bhi, tu aik baar kah kar tou dekh bhai.