mai.n nazar se pii rahaa huu.N...

aaj subah mainay yeh ghazal Iqbal Bano ki awaaz main suni…ghazab ki hay.
What do u guys think?

**mai.n nazar se pii rahaa huu.N ye samaa badal na jaaye
na jhukaao tum nigaahe.n kahii.n raat Dhal na jaaye

mere ashk bhii hai.n is me.n ye sharaab ubal na jaaye
meraa jaam chhuunevaale teraa haath jal na jaaye

abhii raat kuchh hai baaqii na uThaa naqaab saaqii
teraa rind girate girate kahii.n phir sambhal na jaaye

merii zindagii ke maalik mere dil pe haath rakhanaa
tere aane kii Khushii me.n meraa dam nikal na jaaye

mujhe phuu.Nkane se pahale meraa dil nikaal lenaa
ye kisii kii hai amaanat kahii.n saath jal na jaaye

-Anwar Mirzapuri**

mujhe phuu.Nkane se pahale meraa dil nikaal lenaa ye kisii kii hai amaanat kahii.n saath jal na jaaye

Very Nice BB

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Kya khoob baat kahi hai jissay chaahanay wala hi samajh sakta hai… Lamhay, sun lo yehi fareyaad hai meri tum se bhi… !

BB, nice contribution, keep it up

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Raiza raiza humko hona hoga maati ke tallay
Jaagay hain tu sona hoga maati ke tallay
Sun lo sun sako tou tum ko aansoo pukaaray…!

wah bahut khoob gr8 choice BB
Arif ji iss main fariyaad hai?

mujhe phuu.Nkane se pahale meraa dil nikaal lenaa
ye kisii kii hai amaanat kahii.n saath jal na jaaye

Oye main kia nazar arahi hoon jo dil ko phoonk rahi hongi zalim nahin hoon itni

Allah na karay jo main dil ko beth kar jalaon Arif ji baat likhnay say pehlay soch tu lia karain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

kiya main itni zalim hoon!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif


Aj phir dil nay Ek Tamana ki,
Aj phir dil ko hum nay samjhaya..!

very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

Lamhay meri jaan, jab aap ko pyar karne se pehlay na socha tu ab kya sochna…

Aur isliye kaha ke aap dheyan rakhna na kaheen koi dil ko lekar bhaag na jaye, kari nazar rakhna

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


Raiza raiza humko hona hoga maati ke tallay
Jaagay hain tu sona hoga maati ke tallay
Sun lo sun sako tou tum ko aansoo pukaaray…!

Its beautiful BB

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

wah wah BholiBhali ji. Dil bahut khush hua :)

BbG one of ma fav kabhi isay eisa khaylvi ko gataye huwa suna uffffffffffff kia singi hai us ne

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

its zabardast BB
khubsurat!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Nice…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be

Rude Boyz Rulez

shukriya…shukriya

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

[quote]
Originally posted by BholiBhali:
**mujhe phuu.Nkane se pahale meraa dil nikaal lenaa
ye kisii kii hai amaanat kahii.n saath jal na jaaye

-Anwar Mirzapuri****
[/quote]

okiesh as you wish...

nice choice :)

wah! one of my favourites..great choice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Excellent

thanx for sharing

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

very very veryyyyyyyyyy nice bb baji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/french.gif

LOVE dis part da most though


**]/] ]] $ ] ] ]/] **

~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~