mai kia karo ? ? ? help needed .

Re: mai kia karo ? ? ? help needed .

pahle baat yah kay ALLAH ko koun yaad nahi karta . . . . har muslim ALLAH ko har ghari yaad karta hai or pareshani kay waqat bhi ALLAH he yaad ata hai . . . manay boohat dua ke ALLAH say kay woh meray dil-o-deemagh say nekal jaie but shayed ALLAH yah mari dua nahi soun raha . . . . . . manay abhi tak appnay real life kay doost hai jin say mai roz milta ho un say discuess nahi kara coz i know agar un ko bata deyah tu woh mera mazak uraie gay . . . coz i was sure kay mujh ko pyar kabhi nahi ho sakta shadi say pahlay . . . but life mai twist aageyah hai or jo nah hona tha woh ho raha hai :frowning: now wut i suppose to do :frowning: do or die :crying: