i dont know why , mai shayed galat ho yah jo bhi , kafi kooshish ke kay mai asa nah soocho us kay baray mai magar phir bhi still mai soochnay par majbor ho jata ho . . . . . bar bar us ke yaad , khana khaooo , office jaoo , meeting attend karo yah kuch bhi . . . . . . bus us ke yaad ati hai mai yah janta ho kay boohat muskil hai yah safar mohabat ka or neebhana us say muskil jabhi mai darta ho pyar karnay say . . . . . but phir bhi stupid dil mera bar bar us kay pas lay jata hai . . . . . . so guz plz plz help me . . . . . . .
kuch app appnay kheyalo ke rooshni mai mujh ko bataie kay mai kis tarha us kay baray mai soochna chor do . . . . or kesay dor ho paooo ? ? ? ?
plz quick replies i need , zindage or muut ka sawal hai
i hope jaldi jaldi mujh ko jawab melay gay with no mazak .
Acha yeh bataao, pyar hua hai ya crush hai? Agar crush hai tou no problem, mujhe roz hota hai. I feel like I will never forget the girl, but then the next day I don’t even remember her face Agar pyar hua hai, tou phir thora mushkil hai. Tabb hi ussey bhool saktey ho jab uss sey baat kar lo gey :halo:
Shikra - - - - - i feel like yaar dar lag raha hai us say yah sab baat boltay howay . . . . koie asa kuch bata kay mai us ko bhool jaoo bagar us ko kuch bolay
Sandleen - - - jii agar us ko har month hota hai tu tum ko bhi har din hota hai
Sinner - - - - meray bhai mai kiaaa karo tu he hai meray dukh durd ka sathi . . . . bol meray bhaiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii .
Not again love shove
i thought girls are the only dumb creature to fall in love..magar i was so wrong
abay janwar if u are in love.. my advice will be to marry as soon as possible.. tat way u dont have to suffer all that freaken pain and wait aur family bee mil jayay gee
pardesi kuri - - - - thank for ur advice but shadi sab problem ka hal nahi hai .
Sinner - - - abey mai yaha koie movie bana raha ho jo tum yah sab bol rahay ho mera bhai ho kar mujh say mazak or woh bhi asay waqat mai jab teray bhai ko tari zarorat hai
Sandleen - - - - har 2 saal bad . . . . MASHALLAH pyar nahi howa world cup howa jo har 2 , 3 saal bad khela jata hai
Attia - - - - abey yaar shadi shadi shadi . . . . . but mai app logo say yah advice mang raha ho kay us larki ke yaad kesay dil say nekalo or app log ho kay
^ janwar ak hee rasta hay us larki ki yaad to dil say nikalnay ka.. remember Allah meeya.. and ask him for help .. hum banday kuch nahi kar saktay.. :)
pahle baat yah kay ALLAH ko koun yaad nahi karta . . . . har muslim ALLAH ko har ghari yaad karta hai or pareshani kay waqat bhi ALLAH he yaad ata hai . . . manay boohat dua ke ALLAH say kay woh meray dil-o-deemagh say nekal jaie but shayed ALLAH yah mari dua nahi soun raha . . . . . . manay abhi tak appnay real life kay doost hai jin say mai roz milta ho un say discuess nahi kara coz i know agar un ko bata deyah tu woh mera mazak uraie gay . . . coz i was sure kay mujh ko pyar kabhi nahi ho sakta shadi say pahlay . . . but life mai twist aageyah hai or jo nah hona tha woh ho raha hai now wut i suppose to do do or die