Mehrbaan Ho Ke Bula Lo Mujhe, Chaho Jis Waqt
Mai Gaya Waqt Nahi Hun Ke Phir Aa Bhi Na Sakoon
Zef Mai Taana-E-Aghyaar Ka Shikwa Kiya Hai
Baat Kuch Sar To Nahi Hai Ke Utha Bhi Na Sakoon
Zehr Milta Hi Nahi Mujh Ko, Sitam’gar! Warna
Kiya Qasm Hai Tere Milne Ki Ke Kha Bhi Na Sakoon
Re: Mai Gaya Waqt Nahi Hun Ke Phir Aa Bhi Na Sakoon
ghar me itni jaga nahi hogi isi liye nahi bula rahe wo 
KKF
3
Re: Mai Gaya Waqt Nahi Hun Ke Phir Aa Bhi Na Sakoon
Ghalib ke kalaam kii ta'reef karnaa sooraj ko charaaGh dikhaane ke mutaraadif hai...zabaan o bayaan unkaa hii Khassa thaa jo naapaid ho gayaa.
mukammil Ghazal chaspaaN karte to lutf dobaalaa ho jaataa...tashnagii rahii. Khair. shukria.
Re: Mai Gaya Waqt Nahi Hun Ke Phir Aa Bhi Na Sakoon
^ wah wah apne to is se bhi ziada lutf dobala ker diya

LP
5
Re: Mai Gaya Waqt Nahi Hun Ke Phir Aa Bhi Na Sakoon
