Re: mai dil say parhoo'n usko to ata hai samjh mai
Bohat hi aala
mai dil say parhoo'n usko to ata hai samjh mai
warna hai woh harfoo'n mai bhi juzdaa'n say agay
bohat gehraii hai,is ashaar main,kaun hai is zabardast ashaar ka malik(i mean shayar)..?