*
mai hud say hoo agay to woh imkaan say bhi agay
ankhoo'n mai hai lakin meri pehchaa'n say agay
sochoo'n mai bhi goonjay hai khyaloo'n mai bhi agay
khushboo si hai lakin kisi guldaan say bhi agay
**mai dil say parhoo'n usko to ata hai samjh mai
warna hai woh harfoo'n mai bhi juzdaa'n say agay**
lehray jo daraye to mai kashti bhi jala dou
is naam ko layjaoo mai toofa'n say bhi agay
soochoo'n to kisi toor gawara nahi usko
lay ja mujhay aye ishq kisi graybaan say agay
Zabardast Zabardast:)
*
*mai hud say hoo agay to woh imkaan say bhi agay*
*ankhoo'n mai hai lakin meri pehchaa'n say agay*
***mai dil say parhoo'n usko to ata hai samjh mai*
*warna hai woh harfoo'n mai bhi juzdaa'n say agay***
*lehray jo daraye to mai kashti bhi jala dou*
*is naam ko layjaoo mai toofa'n say bhi agay*
*
*
Buhat khoob Shab :-)