*mai hud say hoo agay to woh imkaan say bhi agay*
*ankhoo'n mai hai lakin meri pehchaa'n say agay*
***mai dil say parhoo'n usko to ata hai samjh mai*
*warna hai woh harfoo'n mai bhi juzdaa'n say agay***
*lehray jo daraye to mai kashti bhi jala dou*
*is naam ko layjaoo mai toofa'n say bhi agay*
*
*
Buhat khoob Shab :-)