![]()
kiss kiss nay humko miss kiya?
![]()
pata hai pata hai, sab nay ![]()
ab dekho na…dibbiya aa gayi hai.
saaron kay liay kuch na kuch lay kar ayi hun.
pehlay batao…mera dabba janu kahan hai ![]()
![]()
kiss kiss nay humko miss kiya?
![]()
pata hai pata hai, sab nay ![]()
ab dekho na…dibbiya aa gayi hai.
saaron kay liay kuch na kuch lay kar ayi hun.
pehlay batao…mera dabba janu kahan hai ![]()
Re: Mai agayi hun
Sharam nahi aati latey aatey huey? ![]()
Ab aa hi gayi ho tou jaldi karo, kitchen mein itney saarey bartan jama hain. Washing machine bhi lagani hai. Backyard mein jhaaro bhi maarna hai aur grass bhi kaatna hai. Jaldi sey kaam par lago shabaash ![]()
Re: Mai agayi hun
arey arey arey
mai naukar vaukar nai laggi hui yahan ki ![]()
vo toh aap ka kaam hai na janaab
why would i ever want to take your job from you? :halo:
Re: Mai agayi hun
Uff aik tou tumhara acting ka shauq abhi takk nahi gaya
Arey baba ye acting ka waqt nahi hai, jaldi karo, itney mehmaan aaney waley hain aur abhi tumney unkey liye khaana bhi pakana hai ![]()
Re: Mai agayi hun
here darling
aee:emmy: meri gf ko haath nai lagao:emmy: nahi to
mehmaan? aunti rashida ka beta tho nahi aa raha? ![]()
mainay sunna hai kay vo aik daactur aur pretty boy bhi hai ![]()
tum aa gaye
kahan gum thay?! khaana chaar dinon ka table pay lagaya hua hai, ab jaldi say khaa lo, shahid abhi bilkul hi thanda nai hua ho ga ![]()
wo jo tum ne ek week pehlay tiffen diya tha wo bhi khatam nahi hua
apnay hathoon say khilao
meray haat ka khana nai pasind tumhe? ![]()
wah bhai wah, aaj yay din bhi dekhna parha ![]()
baaN baaN kar’ing
shaiku jab tak pakao ge naho to pata kaisay chale ga
muje kaisay nahi pasand hoga:@:
tumhare haath say to zehar bhi kha loon:phati:
Re: Mai agayi hun
tho ao zehar kha lo na :@:
haath mai zehar daal'ing
(brbb soon!)
Re: Mai agayi hun
zehar plants main daling
:@: i iwll be waiting darling
Re: Mai agayi hun
and do u want me to die??
saaf saaf bolo tumein nea dabba pasand aa gea hai:naak:
Re: Mai agayi hun
meri wo hain:blush:
![]()
aaww
shaadi kab hui aapki ?
Re: Mai agayi hun
:@: maine karai
ziada flirt karna shuroo ho gea tha