Mahnoor (Chan ka Noor) kahaN ho aap???
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Does anyone know where this Mahnoor is gone???
Looks like she is Food Court Lahore????????????
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
kon see mahnoor bhi??
NOOR
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Mahnoor last time washroom kay under jatay howay nazar aie thi jab say mai bathroom kay bahar us ka intazar kar raha ho ![]()
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
lolx
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
ALLAH ki kasam mujhy nahe pata .. :p
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
^ Tum ne kaheen chupaya hai uss ko :-\
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
^^ us nay nahi manay woh bhi dil mai :) wesay app ko bhi waha he rakha hai even all GS members r in my heart :)
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Janwar bathroom kay pass say hatay ga to woh baher aye ge naa - dummy! :D
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
^^ RainDance abb app doosaray bathroom say niklay tu phir mai waha say hato nah :p
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
JANWAR!!! BHAIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIII
![]()
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
----------x-c-x-----------
hahaha,nahi,mai tumhay yeh bathroom saaf kernay nahi doun ga,![]()
doseray wala to ‘Gents’ hai pagal,![]()
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Rukhsar,
I agree wid u PD is the culprit. Jaldi batao warna Amreeeeeka ke hawalay kar dooNga
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Mahnoor aur woh be Janwar ke dil maiN na baba nah
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
paata naheen Mahnoor ko yeh manzoor ho ke na ho ![]()
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Amreeka ke hawalay ![]()
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Mahnoor ko Pata chala tau khaal khinchwaaye ghee is janwar kii or ya ghaari ke neechay de ke maray ghee
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Saqi bhaijaan,^ ^ do you know Mahnoor? I think you’r right she lubs Janwar , ![]()
d
d
d
d
BTW,
what are you waiting for ?
, run for your life maaan! ![]()
Re: Mahnoor kahaN ho aap?
Yaar I am running lekin snow bhaut ziyaada hai issliyeh ahista bhaag raha hooNNNNNNNNNNNNNNNNNNNNN