Mahboob

Ya rab yeh kaisa tamasha hai

Main hansta hoon to woh hansta hai

Main rota hoon to woh rota hai

Kiya har mahboob aisa hota hai

Ab pata chala Mujhko k

Mahboob nahi apna aks aisa hota hai:cool:

Re: Mahboob

aap apne aap ko aaine main dekh ke aks ko mehboob bana lete ho shayad.

Re: Mahboob

ye koi poetry hai :crying:

Re: Mahboob

Yehi to Time pass hai:hehe:

Re: Mahboob

timepass poetry :crying:

Re: Mahboob

Yes

Time pass while waiting for someone :cool:

Re: Mahboob

aray wah pehli dafa koe aqal wali baat hue hy tumse:cb:
asif pe churail ka saya ho gaya hy:eek: :eek: dabba peer ko dikhao

Re: Mahboob

ye dabba peer kon sa hota hy

Re: Mahboob

Hum ne to chaar lines likhin thin

Baqi 2 Mufti e Gs ki post parh k add kar din :cool:

Re: Mahboob

Isi se poocho

Nalaik ne Hamare **Baba Khalil Khan Fakir **ka mazzaq uraya hai:x2:

Re: Mahboob

u kk ko dabba peer kehty ho
be adab na hinjaar :kursi:

Re: Mahboob

To aap kis ko kehti hain???:eek:

Us din Us thread mein kiya kaha tha U ne:hayaa:

Re: Mahboob

yani KKF dabba peer nei hy. kehin wo tab peer ya glass peer to nei hn.

Re: Mahboob

vo us din ki baat thi:barbie:

Re: Mahboob

Haaaaaaaaaaa:hbk:

Re: Mahboob

kk@ peer hain unka DABBA kon hy:5: :omg:

Re: Mahboob

Hum???:hayaa:

Re: Mahboob

are bhai, maiN vo mureed huN apne "peer kaa jiskaa Dabba hii GOL hai"! :D

waah Asif, bahot Khoob! yeh tumhaarii taKhleeq achchhii rahii bas ab to you ko kahnaa chahiye:
**
hai mashq-e-suKhan jaarii, chakkii kii mashaqqat bhii
ik turfa 'tamaasha' hai Asif kii tabiiyat bhii!** :)

Re: Mahboob

Haha:omg:

Re: Mahboob

:naraz:
pehly mera naam likha apne