Mahawaray

Re: Mahawaray

ha ha ha to phir sayed ye puchnay walay thay k
agar ghee khatum hoo jaye to bunda UngaliaN kaha dalay:hoonh:

Re: Mahawaray

12 nahi 2 honey waaley hain...

12 shaid tumhaarey baj gayee hain :p

Re: Mahawaray

haaa meray khayaal sai to dubai aur europe k 2 ghantay ka farq haiN
agar yaha 10:30 huway haiN to waha 12:30 bajnay chahiye na

Re: Mahawaray

:smack: abbay tum log ham se ek ghanta aagey ho …
yaani ager tumhaare 12 bajey hain to hamaarey 11 samjhey ???

Re: Mahawaray

Aaj tum baar baar merai 12 kiyoo baja rahi hoo
btw tumhay nind kiyoo nahi aa rahi, wesai hi nahi aa rahi k mujh sai baat kiye begair nind aati hi nahi :blush:

Re: Mahawaray

waise hi nahi aa rahi :vivo:

Re: Mahawaray

Zalim loug gareeboo ko khush bhi nahi honay daitay agar haaN keh diya hota to tumhara kiya jaata:naraz:

Re: Mahawaray

jithay de khoti othay ann kholti :smack: