Re: Mahawaray
yahan tau Aata** patla** hota hai:teary1:
Re: Mahawaray
yahan tau Aata** patla** hota hai:teary1:
Re: Mahawaray
saheeh muhavraa geela hai … aap ulTi Ganga naheeN bahaayeN aisaa naa ho hammaiN kehnaa paRay kaY UlTa chor, kotwaaL ko DaaNTay, aur phir aap aik tau chori karaiN aur ooper saY seenaa zori bhee.
Re: Mahawaray
Ulta chor kotwaal ko dantay
Re: Mahawaray
andher nagari chopat raaj
Re: Mahawaray
Bhagte chor ki langoti hi sahi:hoonh:
Jis ki laathi us ki bhens:snooty:
chor ki daarhi mein tinka:)
Re: Mahawaray
langoti se kya faida… chor chori se jaye par haira phaire se na jaye… aur agar chor ke daarhi na ho tu phir wahi hoga “ulta chor kotwal ko danty”… phir aap laakh kaho koi nahi sunay ga… kion k "bhains k aagy been bajana" bekar hai… :k:
Re: Mahawaray
Baigani shaadi mein abdullah dewaana
Re: Mahawaray
daal main kuch kala hai :-|
Re: Mahawaray
![]()
Re: Mahawaray
Its GhaR Ka BhaydeE LankA Dhaa’eY ![]()
Re: Mahawaray
ghar ki murghi daal brabar :)
Re: Mahawaray
ik he thali ke baingen
Re: Mahawaray
ek karaila doosra neem chharha
Re: Mahawaray
Aam k Aam ghutliyoo k daam
Re: Mahawaray
Shikaar Kay Waqt Kutya*****] Hagana
don't sound good though :)
Re: Mahawaray
Ye konsa Diva jala diya bhai, kujh vi samajh nahi aaya ![]()