mah shairs...

***aanso’o ko sharab khatay hain
zindgi ko azab khatay hain
hum say dil lagana soch samaj kar
humay log kharab kahtay hain

an other one

aaj halk halki barish hia
aj sard howa ka raqss be hia
aj phool bhi nikhre nikhre hain
aaj unn mein tumhara aks bhi hai
aj bbaadla kaale gehrey hain
aj chand pay laakon pehrey hain
kuch tukray unn ke yaadon k bari dair sey dil mein thehry hain
aaj yaadein uljhi uljhi hain aj taar yeh suljah hain
aj yaad buhut tum ay ho
aj yaad bohut tum ay ho***