Magar....!

** **Woh mujh ko likhta tha
Aye meri jaan …
Judaiyon ki uddas rut main
Khafa na hona
Main loat aaya to qurbtoon ke
…Haseen mausum se
Dil ka aangan sanwaar doon ga
Main le ke aon ga sath apne
Wafa main doobey seemab lamhay
Tumhari khatir, tumhari khatir
Magar…!
Wo aaya
To uzar laya
Jawaz laya
Wazahaton ka mahaz laya
Main jin dukhoon ki, tha inteha per
Wo phir se unka aghaaz laya<o:p></o:p>

Re: Magar....!

:( nyc