Magar Wo Badsha Kab Hay...

Re: Magar Wo Badsha Kab Hay...

aray ab kiya ho gaya Attia G ???

mera to ye kehnay ka dil chah raha hay k...

Jab say ehsaas dilaya hay milta hi nahi
Ajnabi tha to roz mila karta tha
Ab wo mujh say meri har baat ka maanay poochay
Jo meri soch ki tehreer likha karta tha